Thursday, January 3, 2008

Poem for Functional Star ID

This poem was based on the song of Amitabb Bacchan - Main aur meri Tanhayi....
This was for the nominations of Functional Star ID and narrated by Anupma who was Kalma Kumari in the Kavi Sammelan. :)

Main aur mera FL aksar yeh baatein karte hain...
Mere DAP mein yeh hota toh kaisa hota...
Mere Skill Index ka score woh hota toh kaisa hota!
Main A&D mein master hota toh kaisa hota...
Ya khud hi net surfing mein champ hota toh kaisa hota!!
Main aur mera FL aksar yeh baatein karte hain....

Kabhi LNA ki training leta...
Toh kabhi Blooms ke levellon ko rat ta...
Kabhi Magers ki book ke pannon ko palat ta...
Toh kabhi Shanks ki kitaab mein kuchh dhoondta...
Fir Story ki boarding ke baad sochta....
Oye..Content ki outline toh bana leta!
SODA ka review hoga toh kya karoonga....
Kis par star lagaunga aur kaise paas karaunga!!
Aur phir abhi audience ka analysis bhi toh karna hai...
Interface aur graphics toh ban gaye par Macro Strategy par bhi toh discussion karna hai!!
Training ke objectives ko bhi toh CYU se map karaana hai....

In sab ki tension mein main gol gol ghoom gaya...
FL se DAP ka discussion beech mein hi bhool gaya!
Main aur mera FL aksar yeh baatein karte hain....

No comments: