Tuesday, May 22, 2007
Rajneesh's B'day Poem (March 07)
Tere creative aur artistic talent ko hamara salaam!
Birthday ab aaya hai...
Toh wishes yeh laaya hai...
Sone sone tere sone har hunar ko salaam!!
Salaam-e-eesh eesh eesh...
Happy B'day to Rajneesh!!!
Monday, May 21, 2007
Poem for Jyotika's B'day mail (May 07)
Jahan....Coffee ki treat mileyyy,
Aise hi aapke aate rahein B'days,
Aur hum...aise hi aish kareeiiin!!
Chahe ho koi project ya koi,
mushkil sa task miley,
tension nahin hai humko toh koi,
Hamein Aapka support mileeyyy!!
Karte hain hum toh koshish ye poori,
saare Targets achieve karein,
Saath hi karte hain yeh bhi dua ki,
Rahe salaamat aapka wallet, aur.......
...hum....Barista ke Counter chaleeiiin,
Jahan....Coffee ki treat mileyyy!! :))
Aise hi aapke aate rahein B'days,
Aur hum...aapko wish yeh kareeiiin....
A very very Happy Birthday to Jyotika!
Ntini...Chala jayega toh...Nitin's Farewell (May 07)
Tu kal chala jayega toh,
hum kya karenge...
Tu kal hi bhaag jayega toh,
Team lunch kab karenge?? :(
Breakfast mein choori agar hogi toh,
hum kisko khilayenge...
Hum lunch bhi agar layenge toh,
kisko khilayenge?? :(
Jab camera hum sab layenge toh,
kisko kheechenge...
Aur Bay 10 mein koi dikhegi toh
Kisko chidhayenge?? :(
Jab hum sab trip par jayenge toh,
Massage kiski karenge...
Aur Townhalls jab bhi aayenge toh,
Kisko nachaayenge?? :(
Jab Cory se kaam aayega toh,
kis se karayenge...
Aur ab apne bay mein hum sab,
Ntini kisko kahenge?? :(
Tu kal hi bhaag jayega toh,
Team lunch kab karenge?????? :((
So, we all are going out for lunch tomorrow!!!! :)
Ankul uncle Ankul uncle....Ankur's Treat (Nov 06)
EMS ka letter aaya treat de do,
Hum pyare pyare bachche hain,
Dost tumhare sachche hain,
TREAT DE DO!
Aapki kya tareef karein,
Experienced bahut tum lagte ho,
Content aur Context change karke,
Matlab be-matlab kar dete ho,
Kaam toh badiya karte ho,
Busy bahut hee lagte ho,
Phir bhi saara din sametime pe,
Chat kis se karte ho?????????????
Pyar bhari request ke baad bhi,
Genuine smile nahi dete ho, :-(
Pepsi/Coffee pee pee [;o)] kar,
Dil ki pyaas bhujhate ho :-)
Karte hain hum yahi duyaein,
Tumhara beda paar ho,
Aane wale time mein,
Aage peeche PROJECTS ki bharmaar ho!
Ankul uncle Ankul uncle ab toh de do!!!
Poem for Abhishek Chhabra (May 07)
Toh kya hua, agar aap US mein hain,
Toh kya hua, agar hum India mein hain,
Toh kya hua, agar aap DLL mein phanse hain,
Toh kya hua, agar aap kuchh zyada hi busy hain,
Toh kya hua, agar aapko hum wahan na milen,
Toh kya hua, agar humein yahan aapse treat na mile,
Apni team par bharosa toh hai na...Hamari mail ko dekho aur phir kaho...Kuchh Nahin hota! :)Par aaj toh kuchh hai... And your team wishes you a very Happy Birthday!!
(Toh kya hua, agar yeh poem SRK se inspired hai toh :))
Saral's B'day Poem (May 07)
Sam completed 3 years in Genpact :)
lagti ek paheli hai
pehle woh akeli thi
ab hone wali dukeli hai
kitno ke dil todeli hai
disneyland jane ko mareli hai
par ankur ki nazar lageli hai
isliye booking nahin ho reli hai
Dimaag se thodi hateli hai
phir bhi ID bahut kareli hai
teen saal se yahin padeli hai
is khushi mein aaj woh sumit ke saath...
(This is written by the whole team..me, ridhima, nitin...)
Ke hUm pArdesI hO gAyE...Akur's Treat :) (Apr 07)
Hum to chale LA ke hum pardesi ho gaye
chhoota apna bay ke hum pardesi ho gaye
Desi Projects se huye bore, ke hum Firangi ho gaye ;-)
Babes se hoga mel, sapno mein abhi se kho gaye......
Pizza, burger khayenge, hum to roti bhool gaye
Lassi, coffee chhod ke ab sab Whisky ho gaye
chhoota apna bay ke hum pardesi ho gaye
So Ankur, kaal kare so aaj kar, aaj kare so ab
Kal tu pardesi hoyega, to treat karega kab???????????
Ke hUm pArdesI hO gAyE...Akur's Treat :) (Apr 07)
Hum to chale LA ke hum pardesi ho gaye
chhoota apna bay ke hum pardesi ho gaye
Desi Projects se huye bore, ke hum Firangi ho gaye ;-)
Babes se hoga mel, sapno mein abhi se kho gaye......
Pizza, burger khayenge, hum to roti bhool gaye
Lassi, coffee chhod ke ab sab Whisky ho gaye
chhoota apna bay ke hum pardesi ho gaye
So Ankur, kaal kare so aaj kar, aaj kare so ab
Kal tu pardesi hoyega, to treat karega kab???????????
G G G G GB... DJ's GB Treat (Apr 07)
A B C D E F G G G ji ji ji....
G G G G GB,
Ki Ki Ki Ki Kiya
DJ tune GB clear kar liya!!!
Tune jo kiya,
Woh toh kisi ne na kiya,
1.5 ghante mein hi
Poora Exam de diya!!!!
Waah waah waah bhaiya...
Yeh toh bahut hi badiya!
Isi khushi mein fir tune
Faisla yeh kiya.....
B B B B B B B B B....Barista!!!!! @ 3 PM today!
Meli GB clearance ki treat mein jalool jalool aana - DJ
Arre bhai Arre bhai Arre Arre...Chhabhi GB treat :) (Apr 07)
Ho gayi hai PAAS, apni Chhabi Khare! :)
Padti thi din raat woh,
Mehnat bhi woh khoob kare!
Kabhi CD, Kabhi Book, aur
Kabhi Websites woh surf kare!
Sapnon mein bhi dikhe exam,
Uthti thi woh dare dare!
Tension mein peeti thi coffee,
Barista mein hi pade pade!
Finally woh din tha aaya,
Jiski wait mein sab mare mare!
Exam toh diya hai usne,
japte japte hare hare!!
Arre bhai Arre bhai Arre Arre,
Ho gayi hai PAAS (GB Exam), apni Chhabi Khare!!
Isi khushi mein ho kar paagal,
TREAT woh humko Kare Kare!!!! :))
Hamari pyari 'Sam'iya banegi Dulhaniya - Bridal Shower (Jan 2007)
Saj ke aayenge ke OJ raja
Ankur bhaiya bajayega baaja ;-)
O oo o ooooo oooooooo
Solah Shringaar apni 'Sam'iya karegi
laal gulabi kapdon mein saja karegi (P.S. Sam doesnt like pink)
Saasu maa aur sasur ji ki seva karegi
meva* khayenge OJ raja ;-)
Nitin, DJ bajayenge baaja
O oo o ooooo oooooooo
Disneyland chhod ke ab Mauritius jayegi
Saiyyan ji ki baahon mein woh jhoola jhoolegi
Masti* ke Moods* mein jaane kya kya karegi
fir to dono ka bajega band baaja!!!!!!!
O oo o ooooo oooooooo
Ankur bhaiya bajayega baaja ;-)
(This poem was written by Me, Ridhima, Nitin, and Chhabi)
Richa's B'day Poem (Aug 2005)
Shravan's B'day (Aug 2005) :)
Hyderabad aur uski Biryani,
Ram Gopal Verma, A R Rehman, and Mani,
All are in his dream Company!
Chahe Bhoot ho ya Vartmaan,
Rahein yeh Swades ya Pardes,
Chale inka bas toh dekhein har Roj-a movie phir se...
Is Darr se ke yeh movie CDs...
Kal ho na ho!!
Charcha hai is baat ka from Bombay to Shakkarpoor,
Naach uthte hain dekh ke yeh har film of Nagesh Kuknoor,
Aise hain yeh Yuva Sarkaar
Yeh hain hamare R3 Kumar!!! (Ramu, Rehman, Ratnam)